Ticker

6/recent/ticker-posts

Waqt Shayari-Jo Khud Ko Waqt Ke Sanche Mein Dhhal Deta Hai

Mushkil Waqt Shayari-मुश्किल वक्त शायरी हिंदी में

Waqt Hamari Zindagi ka Khaas pahlu hai aaj ki post mein ham padhne ja rahe hain Waqt shayari Insan ki Zindagi mein acche aur bure Waqt Aate rahte hain is Baat Ko is Waqt shayari main khubsurti ke sath Bayan Kiya gaya hai.

Khubsurat Waqt Shayari

वक्त हमारी ज़िंदगी में महत्वपूर्ण भूमिका निभाता है।इसी को ध्यान में रखते हुए आज हम लेकर आएं हैं, वक्त शायरी जिसमें आप पढ़ेंगे, Waqt Shayari, Mushkil Waqt Shayari, मुश्किल वक्त शायरी, वर्तमान पर।शायरी, दिन पर शायरी, वक्त पर शायरी, बदलने पर शायरी,वक्त खराब है इसलिए ख़ामोशी,वक्त बदलता है शायरी,वक्त और तकदीर शायरी।

Waqt Shayari Image

Waqt Shayari-Jo khud Ko Waqt Ke Sanche mein Dhhal Deta Hai

Waqt Badalne Par Shayari-वक्त बदलता है शायरी

Jo khud Ko Waqt Ke Sanche mein Dhhal Deta Hai
Woh apne aap ko gham se nikal deta hai
Zahin log bhi Uske mureed Hote Hain
Jo Har Garib ki Izzat Uchhal deta hai
Nazar Na Aaye woh ab hai yahi Dua Meri
Banaa ke apna jo dil se nikal Deta Hai
Ghamon Ki Raat Mein har roz Girne Se Pahle
Mujhe naya ya Savera Sambhal Deta Hai
Tadap raha hai koi Bhookh se Koi Pyasa
Dikhai Waqt Ja behad muhal deta hai
Mujhe Qubool Nahin Hai yah Ishq yai Jana
Jo mushkilon Mein nayei Roz Dal deta
Jawab Jisne Diya Kamran Vahi hoga
Aai Chand Waqt yah jo bhi Sawal deta hai

Waqt Shayari-Waqt Jo Bhi Sawal Deta Hai

जो खुद को वक़्त के साँचे में ढाल देता है
वो अपने आप को ग़म से निकाल देता है

ज़हीन लोग भी उसके मुरीद होते हैं
जो हर ग़रीब कि इज़्ज़त उछाल देता है

नज़र न आए वो अब है यही दुआ मेरी
बना के अपना जो दिल से निकाल देता है

ग़मों कि रात में हर रोज़ गिरने से पहले
मुझे नया ये सबेरा संभाल देता है

तड़प रहा है कोई भूक से कुई प्यासा
दिखाइ वक़्त ये बेहद मुहाल देता है

मुझे क़ुबूल नही है ये इश्क़ ऐ जानाँ
जो मुश्क़िलों में नयी रोज़ डाल देता है

करम से रब के हिरासाँ न हो ए तू इन्साँ
वो पेट में भी तो बच्चों को पाल देता है

जबाव जिस ने दिया कामराँ वही होगा
ऐ चाँद वक्त ये जो भी सवाल देता है
Chand Adil Soz Barelliy

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ